Saari Srishti Ke Malik Tumhi Ho (सारी सृष्टि के मालिक तुम्ही हो) Chords

Saari Srishti Ke Malik Tumhi Ho (सारी सृष्टि के मालिक तुम्ही हो) Lyrics And Chords Verse 1: G C G Saari Srishti Ke Malik Tumhi Ho G C G Saari Srishti
Saari Srishti Ke Malik Tumhi Ho (सारी सृष्टि के मालिक तुम्ही हो) | Worship On Guitar - L.A.C

Saari Srishti Ke Malik Tumhi Ho (सारी सृष्टि के मालिक तुम्ही हो)  Lyrics And Chords

Key:
Difficulty:
TRANSPOSE 0

VERSE 1:

{G}Saari Srishti Ke Ma{C}lik Tumhi {G}Ho
Saare Srishti Ke Rakshak Tum Hi {D}Ho
Ka{D}rte Hei Tujh Ko Saa{C}der Pranaam
Gaate Hei’n Tere Hi Gun{G}gan

CHORUS:

Ha - Ha - Ha - {C}Hallelu{D}yah
Ha - Ha - Ha - {G}Hallelu{Em}yah
Ha - Ha - Ha - {Am}Hallelu{D}yah
Ha - Ha - Ha - {G}Hal{C}lelu{D}yah(Amen)

VERSE 2:

{G}Saari Srishti Ko Te{C}ra Saha{G}ra
Saare Sankat Se Hamko Bachaa{D}na
Te{D}re Haatho Me Jeevan Ha{C}maara Hei
Apni Raaho’n Par Hamko Cha{G}lana

VERSE 3:

{G}Ham He’n Tere Haa{C}tho’n Ki Racha{G}na
Ham Par Rahe Teri Karu{D}na
{D}Tan, Man, Dhan, Hamara Te{C}ra Hei
Inhe Shaitan Ko Chhune Na De{G}na

VERSE 4:

{G}Ab Door Nahi {C}Hei Kina{G}ra
Dheeraj Ko Hamaare Ba{D}dhaana
{D}Jeevan Ki Hamaari Es Naiy{C}ya Ko
Bhav Sagar Me Khone Na De{G}na

Average: 0.0/5 (0 votes)

إرسال تعليق